paani peene ke adaab ;islaam
hazrat mohammad sallallaho alaihe wa aale he wasalam ka irshad mobarik hei.
1. oont ki tarhan ak he saans
main paani mat piya karo.thehar thehar kar 2-3 saans main piya karo jab
peene lago to bismillah parh kar pio farig ho alhamdulillah kaho
nuqsanaa;
2.khare ho kar pani peene se puri tarhan asudghi nai hoti.orpani maede main itni der nai theharta ta k jigar se azha tak inka hisa ban sake tezi k sath maede ki taraf aata heijis se khatra rehta hei k iski hararat sard par jai or is main pecheedgi peda ho jai.
3.khare ho kar pani peene se paon par warm ka khatra rehta hai or agar paon par warm ana shuru ho jai to jism k tmaam hiso par warm ka khatra rehta hai or khare ho kar pani peene se istaqaar ho jata hei jo ak bemaari hei jismain mareez ka tmaam jism phool jata hei.
4. agar pani 3 sanso main na piya jai to paani saans ki nali main ja kar nizame tanafus main atak jata hei.jis se bazh oqaat moat waqya hone ka khatra lahaq ho jata hei.
5.iska zyada nuqsaan dimaag k pardon par parta hei.qk pani ki lehren dimaag k pardon k sath taluq rakhti hein.dimaag main filoid hota hei or iski nisbat pani se hei.agar ahista pani piya jay to mizar asraat kabhi b dimag pe nai parhen ge.or
6.maede mai agar akdam pani zeyada miqdaar main chala jai ti uski androoni kefiyat main phelao hojata hei agar ye phelao upar ki sata se ho to dill or phepharon k nuqsanaat ka khatra rehte hei
sunat ki edaigi ke fawaid;
3 sanson main pani peene ka amal sehat ke lie mofeed hei waqfon se ghunt bharne se akhri ghunt,phle se lie jane wale ghunton se reh jane wali peyaas ko bhujata hei mazeed ye k ye tareeka maede ke darja e hirarat ko gher mamuli tabdeeli se rokta hei.neez mandarja bala tmaam nuqsanaat se bachaata hei.
No comments:
Post a Comment